...

जानिए आखिर क्या था उत्तराखंड का इतिहास

Sb se phle Mai MAA ßhawani
                      MAA Dhari Devi ko  Naman karta hu...
Yuu to Uttarakhand ka itihaas bhut purana raha hai...
ye Devi-Devtaao ke samay se hi ek bhut dharmik jagh thi...
Purano mai bhi iska jikkr kiya gya hai...
Pahle kumau ko Manaskhand and Garhwal  ko Kedarkhand kha jata tha kuch smay bad iska naam Bharmpuri(Bhgwan Bharma Ji ka Ghar)  bhi rkha gya...
Garhwal Rajya(Sam-Rajjya)--kha jata hai ki Garhwal Rajya ke Raja ka naam Raja Bhanu Partaap tha...
Unki Rajdhani ka naam Chandpur Garhi thi..
Unhone Chandpur Garhi ko Raj-Dhani(Capital) 887/888 AD mai banayi. .
Unki ek hi ladki thi jiski shadi unhone DHARANAGARI (M.P) ke rahne wale "Panwar-Wansh" ke Rajkumar Kanakpal se kar di...
Jb Raja Bhanu Partaap bhudhe ho gye to wah Sara Sam-Rajya Rajkumar Kanakpal ko de kar khud Shri Bhgwan Badri Vishal ki yattra par chale gye aur wahi mar bhi gaye...

The great King Kanakpal (Mahan Raja kanakpal)---Ab Rajkumar Kanakpal Raja Ban gaye the..
Raja ban ne ke kuch din baad hi unhone Dharanagari se apne Raj-Purohito(Nautiyaal family) ko bulaa liya tha aur unhe Garhwal Sam-rajya ka Raj-Purohito banaya gaya...
*Raja ne kuch din bad sabhi Raj-purohito ko ek naye gaw mai shift kar diya tha jis gaw ka naam bad mai "Nauti" rakha gya...
Nautiyal Raj-Purohito ke aane ke bad unke kuch Bhramin Rishtedaaro ke pariwaro ko njdiki gawo mai sift kar diya tha jaise ki Maithana, Khandura, Ratura, Thapli,Chamola, Top-Sem, Lakhera, Gauroli,Sirguro,Koti and Dimmar.

* ßravo-King AjayPal-1358AD mai Ajaypal ko Garhwal ka Raja banya gya tha wo bhut hi Bahadur tha Usne sabhi 52 Garho ko Jeet kar "UNITED-GARHWAL" banaya...
Jiski Raj-Dhani(Capital) bad mai Srinagar banayi gyi thi...


Related Posts
Previous
« Prev Post
First